Free Me Website Kaise Banaye

Free Website Kaise Banaye:

Website Kaise Banaye. Agar aapko online paise kamane me interest hai, ya fir aapko aapki khud ki website banana he to, mai aapko bataunga ki free website kaise banaye. Website banana bohot asaan hai. Aapko lagega sirf Gmail ID.

Step 1 – Chahiye ek Gmail Account

Hum Gmail ID ko use kar ke website banayenge, Blogger ye Google ka product hai, Blogger par hum free me website bana sakte hai. Sabse Pehle aapko lagega aapka Gmail ID.

Step 2 – Banaiye Blogger Account

Login karne ke bad aapko screen par New Blog button par click kare.
New Blog button par click karne ke bad agle screen par aapko website ka nam aur website ka address dalna hoga.
Website ka Title aur Website ka address dalne ke bad nich Create Blog button par click kare.

 Step 3 – Add Kijiye New Post

Hamne abhi website ki link choose kar li he.
Hamari website abhi thodi hi der me ready ho jayegi.




Agle screen par New post par click kare.

Hume ab hamara Article dalna hai, Agle screen par aapka article likhe.






Article likhne ke bad Publish button par click kare.




Aapki website abhi ready hai.



Aap apni website abhi browser pe dekh sakte he, wo abhi publish ho gyi hai.

NOTE
1.website ko google pr dekne ke liye 1 se 2 din tak ka time lg skta h kuyi apki website abhi popurle nhi hui h .

2. website ko popurle kre ne ke liye usper new post krte rhe .

                                                                                                                please share and comments

....................................................THANKYOU FOR READING..........................................................

1 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form