Sabse pehle baat aati hai ki Youtube se paise kamane ke liye hame kya kya chahiye hoga aur kya kya karna hoga? To sabse pehle mai apko es question ka answer dete huye batana chahunga ki apko youtube income earn karne ke liye niche likhe chijon aur skills ki jarurat padegi.
data-ad-format="auto" data-ad-slot="4512481625" style="box-sizing: border-box; display: block;">
1. Youtube Account ka hona.
2. Apni videos banane ki skill.
3. Ek computer aur Internet connection.
2. Apni videos banane ki skill.
3. Ek computer aur Internet connection.
अगर आप हमारे YouTube चैनल से जुड़ना चाहते है. | तो आप youtube Image पर click करके हमसे YouTube पर जुड़े सकते है|
Ab aap log soch rahe honge ki hame to video banana hi nahi aata to ham shayad ye kaam nahi kar sakte. Lekin aisa kuchh nahi hai es video me mai apko sab sikhaung ki kaise video banana hai, kaise us video ko youtube pe upload karna hai, kaise us video se income aati hai? Means sab kuchh.
o points ham es guide me discuss karenge wo es tarah hai:
1. Youtube se paise kamane ke liye Video kaise banaye.
2. Youtube pe Video Upload Kaise kare.
3. Youtube pe Video ko Adsense se kaise monetize kare aur income kare.
1. Video Kaise Banaye
1. Youtube se paise kamane ke liye Video kaise banaye.
2. Youtube pe Video Upload Kaise kare.
3. Youtube pe Video ko Adsense se kaise monetize kare aur income kare.
1. Video Kaise Banaye
Youtube monetization me ya youtube pe video upload karne me sabse badi problem jo aati hai wo hai videos ka banana. Kyo ki har aadmi ke liye softwares ko use karke video banana asaan nahi hota hai. Esliye log dusro ki videos ko download karke upload karte hai, jo ki kuchh din chalne ke baad video se monetization ka sign hat jata hai aur Youtube Copyright strike de deta hai. Aisi 3 strikes ke baad apka channel hi band kar diya jata hai aur aap program se bahar ho jate ho.
To chaliye aaj sikhte hai ki ham apni khud ki video kaise bana sakte hai. Ham apni videos me kisi aur ka sound ya music bhi nahi le sakte kyo ki ye bhi allowed nahi hai agar aap video se paise kamana chahte ho to.
Video banane ke liye kya kare:
Video banane ke liye kya kare:
Video banane ke kuchh asaan tarike hai jo es tarah hai:
1. Apne mobile phone se video banaye:
1. Apne mobile phone se video banaye:
Ji ha, aap apne mobile phone ke camera ko use karke video bana sakte hai aur use apne channel pe upload karke paise kama sakte hai.
Video kisi bhi chij ki banayi ja sakti hai jaise ki kahi ghumne gaye aap, ya kisi temple ki, kisi bhi scenary ki, rivers ki jo bhi apke saamne ho. Yaha tak ki aap babies ki video bana kar ya apne pets ki video bana kar bhi upload kar sakte hai jo apko bahut badi income de sakta hai.
Eske baad agar apke paas Camera hai to aap apne camera ko use karke koi bhi video shoot kar sakte hai. Video shoot karne ke baad use apne computer me transfer kare aur fir use Youtube pe upload karke monetize kar de.
To yaha pe ab apko video ban chuki hai. Agar apne koi video banayi hai lekin usme awaaz nahi hai aur aap chahte ho ki usme awaaz bhi ho to usme apni marji se koi music ya song nahi add karna hai. Pehle aap us video ko bina awaaz ke hi youtube pe upload kare uske baad youtube khud apko awaaz lagane ka option dega aur waha se aap koi bhi music track select karke awaaz laga sakte ho aur es awaaj se koi issue bhi nahi hoga.
Agar apko computer ki Advanced knowledge hai to aap Internet se free video editors download krke unko use karke images ka clip ya video bana sakte hai, kisi bhi upcoming movie ka trailer bana kar upload kar sakte hai.
Agar aap chaho to apne local area se video editing ki training bhi le sakte ho. To yaha hamari video ban chuki hai jo hamne mobile ya camera jaise bhi banayi hai, ab us video ko computer me transfer karna hai.
2. Youtube pe video kaise upload kare
2. Youtube pe video kaise upload kare
Youtube pe video upload karne ke liye sabse pehle hame youtube pe Login karna higa apni Gmail ki email Id aur password se. Agar apke paas Gmail ka id password nahi hai to Aap Gmail.com open karke 2 minute me Id bana sakte hai ya sidha Youtube pe Sign up bhi kar sakte hai.
Ab login karne ke baad, apko top pe “Upload” ka button dikhayi dega , ab waha click kare aur apni video ko select kare aur fir Uploading start kar de. Youtube khud hi apke name se ek channel bana dega, apko ek box dikhayi dega jise apko accept ya ok karna hoga.
Video Upload hone ke baad usme achha sa title dale, description me video ke bare me 300-400 words me likhe, tags wale me video se related keywords daale aur publish kare.
3. Youtube pe Video ko Adsense se kaise monetize kare aur income kare.
Video se Income kamane ke liye usko Ads ke sath monetize karna jaruri hota hai. Jab ham videos ko monetize kar dete hai to Google hamari videos pe Ads laga deta hai. Means, jab bhi koi hamari videos ko dekhega to video chalne se pehle ya video pe Ad aa jayegi ab us video ko koi bhi dekhega to hame income hogi.
Aisa apne pehle bhi kayi baar notice kiya hoga ki kuchh Videos chalne ke pehle ads aati hai jise ya to ham skip karte hai ya thodi der hame dekhni hi padti hai.
To chaliye ab sikhte hai Youtube pe videos upload karne ke baad use monetize kaise karte hai aur youtube hame paise kaise deta hai?
Niche like steps ko follow kare:
1. Ab apko apke channele Monetization wale option ko enable karna hai. Uske liye es link pe click kare – https://www.youtube.com/features aue Monetization ko enable kare.
2. Ab youtube se jo paisa banega use apne account me lene ke liye apko Adsense ke account ki bhi jarurat padegi.
Jo paisa apne es month kamaya hoga wo next month 15 tarikh tak apke Adsense account me show kar dega uske baad Adsense apko apke bank account me paise de dega.
Uske liye aap yaha click kare – https://www.youtube.com/account_monetization aur jaise ki neeche image dikhaya gaya hai, “How will I be paid?” wale pe click kare aur waha apko Associate Adsense account ka option milega so agara to apke paas pehle se Adsense account hai to waha pe daal kar login kare ya fir fir aap wahi se naya bana sakte hai Sign up karke.
3. Agar apne naya adsense ke liye sign up kiya hai to apko apke account approval ke bare me Google 3-4 din me email aa jayega.Important Tip: Jaise hi apke Adsense account me apke $10 ki Income ho jayegi to Adsense apke account ko verify karne ke liye apke Address pe ek PIN bhejega, uske baad us PIN ko apke apne Adsense ke account me daal kar verify karna hoga. PIN dalne ke baad apka account verified ho jayega.
Aur uske baad $50 ki income hone ke baad apko Adsense me apna bank account ki details daalne ki option bhi aa jayegi.
Aur $100 hote hi Adsense khud paise apke bank account me bhej deta hai.
4. Eske baad aap youtube me jaa kar apni video ko edit kare aur “Monetisation” wale tab me jaa kar use on kar de aur ho jayega.
5. Ab video upload karte jayiye aur monetisation bhi on karna hai aur apko Income hoti jayegi jab bhi koi apko video dikhega.
6. Videos ko kabhi galti se bhi khud na dekhenahi to apka account ban ho jayega.
7. Videos ko social sites pe bhi jade share na kare.
दोस्तों उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा और आपके लिए हेल्पफुल रहा होगा. हमें उम्मीद है हमारा YouTube चैनल आपको पसंद आएगा.| अगर आप हमारे YouTube चैनल से जुड़ना चाहते है. | तो आप click करके हमसे YouTube पर जुड़े सकते है| सब्सक्राइबर करके हमसे YouTube पर जुड़े सकते है|
दोस्तों उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा और आपके लिए हेल्पफुल रहा होगा. हमें उम्मीद है हमारा YouTube चैनल आपको पसंद आएगा.| अगर आप हमारे YouTube चैनल से जुड़ना चाहते है. | तो आप click करके हमसे YouTube पर जुड़े सकते है| सब्सक्राइबर करके हमसे YouTube पर जुड़े सकते है|
Tags
Youtube Tools