Make 100000 FB Likes: Facebook Par Like Kaise Badhaye in Just 15 Second पूरी जानकारी Hindi Me


 Facebook Par Like Kaise Badhaye in Just 15 Second पूरी जानकारी Hindi Me



Friends Today Ham Details Se Janenge- FB Par Like Kaise Badhaye, Kuch Dosto Ne 
Solution In Hindi Fb Page Me Message Kiya Hai Ke Facebook Par Jo Post Share Karte Hai Uspar Likes Nahi Aa Rahe Hai, 500-1000 Friends Hone Ki Baad Bhi 10-20 Likes Ate Hai, Aur Auto Like Kya Hai? Auto Like Kaise Use Karte Hai? Kya Ham Iska Use Kar Sakte Hai? So Friends Agar Apke Sath Bhi Same Chiz Ho Rahe Toh Aap Iss Post Ko End Tak Carefully Read Karte Rahe.


Halaki Main Pehle Bhi Ek Post Kiye Hu Jo Hai- Facebook Par Like, Comment Kaise Badhaye - (Real Tricks) Agar Apko Real Likes Badhane Hai Toh Aap Is Post Ko Padh Kar Likes, Comments, Flowers, And Unlimited Friend Requests Pa Sakte Hai. Ye Trick Safe Hai But Isme Thodi Mehnat Bhi Lagti Hai.

 Note:  Dosto Suru Karne Se Pehle Me Apko Bata Du Ke Ye Article Auto Liker Par Base Hai, So Yedi Apko Facebook Par Auto Like Badhane Wala App Ke Bare Me Janna Hai Jaise- Auto Liker Kya Hai? Auto Liker App Se Like Kaise Badhaye? Toh Iss Post Ko Age Read Karte Rahe Aur Ye Article Education Purpose Ke Liye Hai, So Iska Galat Upyog Na Kare, Nahi Toh Iska Jimmedar Aap Khud Honge.



Auto Liker Kya Hai?

Fb Auto Liker Ek Website Hota Hai Jiske Madad Se Facebook Par Share Kiye Gaye Photos, Post, And Videos. Par Unlimited Likes Increase Kar Sakte Hai, Sirf Likes Hi Nahi Unlimited Comments, Friend Request Bhi Pa Sakte Hai Woh Bhi Free Me, Aur Ayse Website Apko Internet Par Mil Jayenge, So Jab Aap Kisi Autoliker Site Me Registration Karte Hai, Toh Aapko Facebook Me Jakar Uss Website Ke Liye Ek Token Generate Karna Padhta Hai.

Token Ka Matlab Hai Auto Likers Website Ke Admin Ko Aap Permission Dena Hota Hai, Taki Apke Facebook Account Se Kisi Or Ko Like, Comments, Friend Request Send Kar Sake, Aur Auto Liker Use Karne Se Pehle Aapke Fb Id Ki Sari Privacy Setting Ko Public Mode Me Rakhna Padta Hai. Aur Ye Facebook Ke Privacy Terms Ko Violate Karte Hai.


Facebook Par Like Kaise Badhaye?


Facebook Likes Increase Karna Bhut Hi Easy Hai, Chahe Woh Auto Liker Ke Madad Se Ho Ya Phir Real, Facebook Par Real Like, Comments Kaise Badhaye Uski Jankari Yaha Hai, So Friends Agar Apko Auto Liker Se Like Increase Karna Hai,

Toh Main Aaj Apke Liye Leke Aye Hu Ek Ayse Application, Jiske Madad Se Aap Fb Pe Unlimited Like Badha Sakte Hai, Aur Ye Unofficially Safe Hai, Toh Chale Jante Hai Fb Par Like Badhane Wala App Ke Bare Me.

Facebook Par Like Badhane Wala App Download Kaise Kare:


 Step-1  Fb Par Like Badhane Ke Liye Sabse Pehle apko es link se auto liker app download kr 
le

festyy.com/wdD1fb.

 Step-2  Ab  App Download downloadLink Milega Uss Par Click Karke Download Kare.


 Note:  Djliker App Se Likes Increase Karne Se Pehle Aapke Fb Id Ki Sari Privacy Ko Facebook Settings Me Jake Public Karna Padega.


Auto Liker Ke Liye Facebook Privacy Ko Public Kaise Kare:


  1. Fb Privacy Public Karne Ke Liye Sabse Pehle Apke Facebook Account Login Kare.
  2. Ab Facebook Settings & Privacy Me Enter Kare.
  3. Who Can See Your Future Posts? Me Click Karke Public Kare.
  4. Who Can Send You Friend Requests? Is Option Ko Everyone Kare.
  5. Do You Want Search Engines Outside of Facebook To Link to Your Profile? Is Option Me Click Karke YesKare.

Upar Diye Gaye 3 Options Ko Public Mood Kare, Aur Jo Post Par Like Badhana Chahte Hai Us Post Ko Bhi Public Karke Rakhe Warna Ye Trick Kam Nahi Karega Or Apko Ek Bhi Likes Nahi Milega.

Agar Aape Account Ke Settings Kar Liye Hai Toh Age Ki Steps Ko Carefully Follow Kare-


Facebook Par Like Kaise Badhaye Mobile Se:


 Step-1  Facebook Par Likes Badhane Ke Liye Sabse Pehle Upar Diye Gaye Steps Ko Follow Karke  Liker App Download Karke Install Kare. 

festyy.com/wdD1fb

 Step-2  liker App Apke Mobile Me Open Kare.

 Step-3  Ab Login With Facebook Me Click Kare.

 Step-4  Aap Facebook Id Or Password Dalke Account Ko Login Kare.

 Step-5  Ab Captcha Code Dalke SUBMIT Par Click Kare.

 Step-6  Account Login Ho Chuka Hai Toh Ab Apko "Use Auto Liker" Kar Option Show Hoga Us Par Click Kare.

 Step-7  Ab Jis Status, Video, And Photo Par Like Badhana Chahta Hai Uss Post Ke Niche "How Many Likes?" Ka Option Hai Apko Kitna Like Chahiye Choose Karke, Submit Par Click Kare.

Done! Kuch Seconds Wait Kare Apke Status, Video, Photo Par Likes Increase Ho Jayenge.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form